Sunday, March 20, 2011

Chick (Nidhi)


Happy birthday archuuuuuu (kiss). Is mahiney khub acchey se padhai karo, apney iit ke exam ke liye. Gmoney se keh kar tumhaare liye pray karwaungi, taaki tum acchey marks se iit-jee clear karo, aur iit kharagpur/kanpur me computer science pado, phir harvard me masters karo. Bhagwaan akarey tumhaara yeh saal bahut accha jaye.
Love,
Chick

No comments:

Post a Comment